Latest Quotes
Loading...
Wednesday 31 July 2013

Saary wadon ko bhula sakta hun..!

Saary wadon ko bhuLa sakta hun..!
Lekin rehne do..!


Main tumhein chor k ja sakta hun..!
Lekin rehne do..!


Tum jo har mor pe keh daitey ho khuda hafiz..!
FaisLa mein bhi suna sakti hun,
Lekin rehne do..!


Tum ne jo baat ki diL ko dukhaney waLi,
us per main muskura b sakta hun,
Lekin rehne do..!


Sharam aaye gi tumhein
warna tumharey waaday,
Main tumhein yaad diLa sakta hun,
Lekin rehne Do